Wholesale shirts in Delhi.

Men’s aur kids’ shirts, apne brands ke saath — ₹10,000 se pehla order, GST bill, aur maal aapke station tak.

Delhi mein shirt wholesale, ek hi jagah

Agar aap retailer hain aur Delhi se wholesale shirts mangwana chahte hain, to BazaarPro aapke liye ek hi platform par kaam aasaan karta hai. Hum Gandhi Nagar, Delhi se kaam karte hain aur apne brands — CAFE-X, S&R, DIO aur GEEPLUS — khud banate hain. Doosre brands ka maal bhi isi app par milta hai.

Kya-kya milta hai

  • Men’s shirts — cotton, poplin aur poly-cotton, plain aur printed designs. Men’s shirts wholesale →
  • Kids’ shirts — DIO ke kids’ shirts, aur GEEPLUS ke boys’ graphic tees aur sweatshirts. Kids’ shirts wholesale →
  • Bazaar ke brand — doosre brands ka maal; list ke liye WhatsApp par poochhiye.

Order ke niyam, saaf-saaf

  • Pehla order kam se kam ₹10,000 ka.
  • Payment: online, counter par, ya courier par COD.
  • Har order par GST bill.
  • Transport aapke station tak; LR number WhatsApp par.
  • Rate sirf BazaarPro app mein dikhte hain — shirt wholesale price jaanne ke liye app ka early access maangiye.

Hindi mein

BazaarPro दिल्ली के गांधी नगर से शर्ट का थोक (होलसेल) सप्लाई करता है। पहला ऑर्डर ₹10,000 से, हर ऑर्डर पर GST बिल, और माल आपके स्टेशन तक। रेट सिर्फ BazaarPro ऐप में दिखते हैं।

Counter
Gandhi Nagar, Delhi

IX/25 Main Road, Kailash Nagar, Gandhi Nagar, Delhi 110031

Tue–Sun, 10 AM–7 PM · Monday band

Google Maps ↗

Pakka bharosa
GST khud check kijiye

GSTIN 07AARFG3240R1ZS sarkari portal par verify hota hai.

Bharosa page →

Catalogue se

Kuch designs

CAFE-X 3604 plain cotton shirts in nine colours
CAFE-X · ghar ka brand3604Cotton · full sleeve · regular fitRate: app mein dikhta hai
DIO 2203 white shirt on a boy model
DIO · ghar ka brand2203Cotton · full sleeve · roll-boxRate: app mein dikhta hai
S&R LEGEND shirts, catalogue photo
S&R · ghar ka brandLEGENDPoplin · full sleeve · regular fitRate: app mein dikhta hai
CAFE-X ZODIAC PRINT shirts, catalogue photo
CAFE-X · ghar ka brandZODIAC PRINTCotton · full sleeve · regular fitRate: app mein dikhta hai

Poora catalogue →

Sawaal-jawaab

Aksar poochhe jaane wale sawaal

Delhi mein wholesale shirts kahan se mil sakte hain?

BazaarPro Gandhi Nagar, Delhi se wholesale shirts deta hai. Counter Tue–Sun 10 AM–7 PM khula hai aur app par order 24 ghante ho sakta hai.

Shirt wholesale ka minimum order kitna hai?

Pehla order ₹10,000 se. Ghar ke brands — CAFE-X, S&R, DIO, GEEPLUS — ek order mein mix kar sakte hain.

Shirt wholesale price Delhi mein kya hai?

BazaarPro ka rate sirf app mein dikhta hai. Isliye rate ke liye BazaarPro app ka early access maangiye.

Kya GST bill milta hai?

Haan, har order par GST bill. GSTIN 07AARFG3240R1ZS.

Maal aapke sheher tak kaise aata hai?

Aapke station tak bhejte hain, aur LR number WhatsApp par bhejte hain.

BazaarPro app · early access

Counter band ho, tab bhi order.

App abhi Play Store par closed testing mein hai. Form bhariye — hum WhatsApp par aapka Gmail ID lekar tester list mein jod denge.

Yeh form aapki details WhatsApp message mein bhar deta hai — aap Send dabate ho, tab hi hum tak pahunchti hain. Website kuch save nahi karti. Privacy

Newsletter

Naye design, sabse pehle aapko.

Mahine mein ek-do update: naye design aur app ki khabar. WhatsApp par, ya email par. Kabhi bhi band kar sakte hain.

Aapki details sirf updates bhejne ke liye. Yeh form WhatsApp message bhar deta hai — Send dabane par hi hum tak pahunchta hai. Privacy

WhatsApp par baat kijiye
WhatsApp Early access